Some Latest Secrets of Microsoft Word 2021 in Urdu

Aj hum apko Microsoft Office aur specially Secrets of Microsoft Word ke bare men sikhane jaa rhe hen.

Microsoft office Corporation ko Bill Gates aur Paul Allen ne 45 saal pahle April 04 1976 men banaya tha. Ye corporation public ya awam ke lye banaya gaya tha jiski range world wide hai.

Secrets of Microsoft Word
Secrets of Microsoft Word

Microsoft men neeche wale program banaye gaye the.

MICROSOFT WORD
MS EXCEL
MS POWERPOINT

IS men aj ap new crazy fun seekhenge jo neeche darj hain

Bold language men likhna ho to bina Caps lock dabaye ap * click karke lilkhenge to automatic bold typing aa jayegi
Shift ke sath – click karenge to italic language aa jayegi
Kisi bhi alfaz ko copy right bana ho to pahle bracket click Karen aur alfaz likh ke phir dobara bracket click Karen to wo alfaz copyright ya register ban jayega jese ke © ya ®

Box banana ke lye ap bar bar insert men jate honge. Usko click karte honge is se kiya hai ke time zyada lagta hai aur mahnat bhi zyada.

Iss lye bahtar hoga ye ap ye neeche wala formula banayen. \box is back slash ke baad box likhenge to automatic box aa jayega. To ready karke dekhte hain yahan box
Ajkal dunia men har ek shortcut chahta hai to us ki bhi wazahat kar raha hon ke arrows kese abanaye jate jate hain Greator (<) lilkh ke baad men 2 dafa minus – ki symbols denge to aa jayegi phir ap unhen small banayen ya large wo ap pe hai. Ye hain 2 symbuls (<) (>)
Agar ap double alfaz likhna chahte hain to un ka bhi hal hai is shortcut keys men.

Pahle blank \ click karenge aur phir double likhenge to automatic double aajata hai.

Design ya fonts ke lye agar ap setting karni ho to uski bhi haqeeqat hai ms word men. Fraktur alfaz istemal kya jata hai typing ke style men us ke lye ap \ phir fraktur likhenge to jumlon ke styles aajayenge.

MS word men numbering bhi hoti hai lekin usko bar bar click karne ke bajaye ap 1 likh ke st dalenge to automatic numbering aa jayegi .

1st 2nd

MS Programming men bullets ka bhi main kirdar hota hai ap direct bhi daal sakte hain un ka hal hai ke * aur phir Tab ka button click Karen to bullets aa jate hain.

Last but not least commond. Agar ap 2 paragraph wali commond dalna chahte hain to apko simple tareeqa istemal karna hoga.

=rand ( 2 paragraph 2 line wale phir bracket band karden to automatic 2 line wala brackets aajata hai

Leave a Comment