MS Excel Kya Hai Aur Isse Kaha Istemal Kya Jata Hai

Jinhe computer ki thori bohat knowlage hogi, unhe yeh lazmi pata hoga ke ms excel kya hai. Agar apko nhi pata to fikar ki bat nhi. Hum is post mein apko ms excel ki poori jankari dene wale hain. Yahan ap ko pata chalega ke ms excel ka istemal kaise aur kahan hota hai. To chaliye topic ka aghaz kartay hain.

MS Excel Kya Hai

Agar aj se sadiyon pahle ki tareekh dekhi jaye. To pata chalta hai. Ke insan apni ungliyon aur zameen pe lakrion se hisab karte the. Insan aur samaaj aaj ka system to nahin hai. Tareekh yeh bhi likhti hai. Ke aaj se 5 hazar arab saal pahle insan ne zameen pe paon rakha tha. Us time kapre aur karobar nahin huwa karte the. Apna jism dhanpne ke liye darakhton ke paton se apna jism chhupate the. Aur panon ke likhayi karte the. Hisab ya math ka nizaam unaan mulk se shuru huwa tha. Aj wahi hisab computer ke dor mein croron aur arabon ke hisab ek hi second mein hal ho jate hain.

Dekha jaye to duniya aaj bhi be khabar hai. Ke aisa system kese aur kis ne banaya. Aur q banaya. Kon iska malik hai. Jis ki mahnat se aj poori duniya mein aasani paida ho chuki hai. Poori duniya mein jo bhi letter type hota hai. Ya koi bhi hisab aur bill banta hai. To uss mein MICROSOFT OFFICE ka hath zaroor hota hai. Aisa kahen ke agar Microsoft office na hoti. To duniya mein koi bhi letter likh aur chhap nahin sakta. Aaj hum iss pe roshni dalte hain. aur apko nayi information se aagah karte hain.

Microsoft Excel Kya Hai

Microsoft ek aesa systematic programmer aur software hai. Jo apne sarafeen/users ko spreadsheet ke zariye hisab, formula, adiication (+) ,multiplication (x) devide (torna) and equal (x) ke sath Micorosft ke tamam features ko mutaarif karwaye gae. Bill gates ne na fakat poori duniya ke business aur accounting ke ilawa. Har cheez ko online bhejne ki duniya ka taaj pahen ke poori dunia k mutaarif karwaya. Aj dunia is “MICROSOFT WINDOWS” aur “MICROSOFT EXCEL” ke founder ko yaad na kare. Lekin itne dawa hum bhi kar sakte hain. Ke “Bill Gates” na hota to dunia ki 73% aabadi aj bhi unparh aur jahel hoti.

Microsoft Excel Computer aur Laptop ke liye kab banaya gaya?

S.No info description

DEVELOPERS  Microsoft      
LAUNCHING DATE  1987       
REGISTERED  Shareware      
OPERATING SYSTEM    Microsoft Windows      
CATEGORY    Spreadsheet    
WEBSITE URL https://www.microsoft.com/en-us/microsoft-365/excel  

Microsoft Excel android ke liye kab banaya gaya?

S.No DATA DETAILS

DEVELOPERS  Microsoft  Corporation     
FIRST TIME LAUNCH   16 May 2021    
LICENCE Proprietor & commercial software       
OPERATING SYSTEM    Android Oreo       
TYPE    Spreadsheet    
WEBSITE https://www.microsoft.com/en-us/microsoft-365/excel  

Micorsoft Excel “IOS” ke liye kab banaya gaya?

S.No DATA INFORMATION

DEVELOPERS  Microsoft  Corporation     
LAUNCHED    14 June 2021       
LICENCE Proprietor & commercial        
OPERATING SYSTEM    IOS 3      
TYPE    Spreadsheet    
WEBSITE https://www.microsoft.com/en-us/microsoft-365/excel  

Microsoft Office ek koi office nahin balke ek family hai. Jis mein uss ke worker ek dosre ko worker ya naam nahin balke bhai ke name se bulate hain.

Microsoft Excel ek aisa program hai. Jiss par accounting, banking, transication aur duniya ke har hisab ur mathamatics mein publish hoti hain. Aur print karne wali cheez MICROSOFT EXCEL na hoti. To inka wijood bhi khara nahin ho sakta. Aisa bhi kah sakte hain. Ke notification or letter type karne ke lye “MS Word” use karte hain. Jo file ki soorat mein banta hai. Jab ke MICROSOFT OFFICE ECXCEL’ ka istemal karobar aur online trade ke lye chalta hai. Jis mein MS OFFICE Excel ke begair kuch nahin ho sakta.

Conclusion:

Aaj hum ne jana ke Microsoft Excel kya hai aur kaise kam karta hai. Hume umeed hai, humari jankari ek ke liye helpful sabit hogi. Aur apki knowledge mein izzafa hoga. Agar iss post ke related apka koi bhi sawal ho. To hume comment box mein zaroor batayen. Hume apke response ka intezar rahega.

Leave a Comment